Wellcome Sahbi Warraich - Poetry
 

Home
Contact
Poetry
Online Chat
Polls
Pic Ghazal

=> Not registered yet?

Poetry - Qamar Prince

You are here:
Poetry => Poetry => Qamar Prince

<-Back

 1 

Continue->


prince
(4 posts so far)
10/23/2009 8:15am (UTC)[quote]
Hum to samjhe they k pyar
ik khilta hua gulab hota hai
thokar lagi to jana k
ishq aakhir azab hota hai
prince
(4 posts so far)
10/23/2009 8:26am (UTC)[quote]
Aaj ki sham tum mere naam kar do
bechain lamhon men kuch to karar bhar do
betabi had se barhti jati hai
chand lamhon ka mujh pe ehsan kar do
dedo mohabat k chnd lamhey mujh ko prince
Apni chahtein sari mere naam kar do
prince
(4 posts so far)
10/23/2009 8:29am (UTC)[quote]
Bhulaya nhi jata usko bhulaaon kese
dil se use mitane ki koi tadbeer aati nhi
ujara hai kuch istarah gulastane aarzoo prince
k milne ki us ko ab koi bhi khaish baki nhi
prince
(4 posts so far)
12/18/2009 4:28pm (UTC)[quote]
mubht ik jurm
jurm he is dunia main payr karna
dil kisi ki khatr beqrar karna
bhool ke bhi na lagna dil kisi se
dastor he yahn ishq ko roswa sare bazar karna
milti he saza yahn dil ko lagane ki
jena he is jhan main to muhbt se inkar karna
muhbt ka anjam he yahn bas ruswai
chaha ke bhi mut kisi se iqrar karna
barbad mut karna ishq main khud ko PRINCE
chahto main kisi ki na dil beqrsr karna

Answer:

Nickname:

 Text color:

 Font size:
Close tags



Total topics: 14
Total posts: 44
Total users: 8
Online now (registered users): Nobody crying smiley
 
Today, there have been 2 visitors (3 hits) on this page!
 
This website was created for free with Own-Free-Website.com. Would you also like to have your own website?
Sign up for free